shabd-logo

Khwab k panne

9 दिसम्बर 2021

17 बार देखा गया 17

Jishm m lagi chot ne bataya k wo to bhar sakta h par man m laga chot nahi bharta...

                                               Din bitate gaye  m aaj 8th class pahunch gai. Zindagi ka dusra hadsa jisne bataya k waqt k palte hi sab palat jata h...

Kisi aur ne kiya par ilzam mujhpe aaya ....usse b badi baat meri begunaho ka koi sabut b ni....m rotiraho ye kah kar k m nakal ni k par manta kaun ....tabhi ek sir aakar kah gaye k ye ladki aisa ni kar sakti.,.sukun mila chalo koi h jo samjhta h in anzano k bhidj m mujhe...Thanks sir jinhone ye bataya k karm acha karna kabhi fizul ni jata....

                Par hadsa bina dukh diye ni jata ....sikh b ...

Apne h tane mate....gairo ne bharosa kiya...Wah re zindagi kya hi kahu...par ab panna palat chuka tha aur m b...beparwah se parwah m badalte ja rahi ti...sikh gai Apne aur gairo ko padhna aur parakhna..

2
रचनाएँ
Panne zindagi k
0.0
Jawab nahi zindagi ka....kitni tezi se nikalti h...kal aaj aur kal hote hote khatam b ho jati h...rah jati h baate....

किताब पढ़िए

लेख पढ़िए