shabd-logo

Na tunee jaana, na maine…

28 फरवरी 2015

199 बार देखा गया 199
Pyar ka sabd na tunee jaana, na maine Pyar ka arth na tune jaana na maine… Pyar mai khud ke hum kab haar k bhi jeete Na tunee jaana, na maine… Pyar andha hota hai, gehra samandar hota hai, jo na dube isme wo kaha insaan hota hai…. Aur jo dub k iski gehrai mai apni jagah banata hai wo sacha aashiq hota hai… Kehte hai pyar bejubaan hota hai… Par kya bejubaan ko pyar nahi hota hai… Pyar ko zubaan ki jarurat hi kaha hai Pyar to dil ki aawaz hota hai… Pyar ka sabd na tunee jaana, na maine Pyar ka arth na tune jaana na maine… Pyar mai khud ke hum kab haar k bhi jeete Na tunee jaana, na maine… ज्योति प्रकाश वैष्णव

ज्योति प्रकाश वैष्णव (बिट्टू) की अन्य किताबें

किताब पढ़िए