shabd-logo

Santan.. M chhupa istri k bachpan

25 जुलाई 2022

4 बार देखा गया 4

Ek hansti hui fool ki kali k saman ldaki kab shaadi k bandhan m bandha pati hai swam ko. Jab shaadi hui yo kitne arman hote hai  uske sab acha , naya sa lgta hai. Ek alag hi umang hoti hai nav vadhu k mn aangan m. Mere bhi mn m thi ki m uske sath bandh jaungi jisko  asdev is mn n apana mana. Chehra usdin khubh chamak raha tha alag si lalima thi alag si kanti thi chehre p. Nav jeevan k aarmbh tha. Socha tha jeevansathi k sath or bhi navsambandh judne wale hai sab ko apana hai. Smaye gujarta gya kab ek saal hua kuch pta na chla. Utar chadhav aye. Or smay n  shaadi k 2 saal baad ek nhani kali k aagman hua. Mera mn prafulit hi utha. Asa lga kal chakr suru hua. Phir bachpan suru hua. Pr kuch chut gaye peeche. Maa k pita k saya uth  gya sr se. Tuti si samet rahi thi m khudh ko. Is nhani si kali ko leye. Mn bhaut vichalit rhene lga. Pr jab bhi is ko dekhti nya smay yaad aata. Bhul jati sab iske sath. Iski muskurahat m sab dukh chup jata or nai kiran ug aati. Nai si chetna jag jati. Beti ko dekh kudh k bachpan lot ata.. Sab pareshan chhu hojati. Ek aurat beti , bahu, patni sab ban kr sabhi farz hanste huye nibhati hai. Bs ek maa k farz mn se nibhati hai. Santaan se sambhand sabse madhur hai. Jisme hr istri apana bachpan zee jati hai 

Asha Biswas की अन्य किताबें

किताब पढ़िए

लेख पढ़िए