MBA Full Form In Hindi: Hello Friends, Kya aap jante hain ki MBA ka Full Form kya hota hai. Yadi nahi, To is article me aap sabhi ko MBA ke full form ke bare me hindi me jankari di ja rahi hai. Taki aap sabhi jane ki MBA kya hai aur iska full form kya hota hai. MBA ek bahut hi famous course hai aur jab koi iske bare me naam sunta hai to iska full form janna chahta hai. Aise me ye article aap sabhi ko batayega detail me ki MBA ka full form kya hota hai.
To ab aap sabhi ko bata de ki M.B.Aka Full Form(Master Of Business Administration) hota hai aur ise hindi me (व्यवसाय प्रबंधन में स्नातकोत्तर) kaha jata hai. Aapko bata de ki MBA ek Postgraduate Degree hota hai aur iska course un sabhi ke liye achha hota hai jo apna career Business Management me banana chahte hain. Aur aaj kal ke sabhi Multinational Company me MBA Professionals ki mang jyada hota hai. Yaha par MBA ka course karne se pahle aapko Graduate karna hota hai nahi to bina graduation ke kisi bhi callege me aapko Admission nahi mil payega. Bata de ki Admission se pahle aapko Entrance Exam liya jata hai. Aur MBA ka Course 2 Saal ka hota hai.
Educational qualification for MBA
Yaha par aap sabhi ko bata de ki MBA karne ke liye student ke pass kuchh Educational Qualification hona bahut aavashyak hota hai. Aur jo bhi student MBA karna chahte hain to unke pass Graduation hona bahut jaruri hai chahe bo kisi bhi subject se ho. Aur ek baat yah bhi hai ki graduation me kam se kam 50% marks hona chahiye. Hamare desh me MBA karne ke liye IIM dwara CAT ka exam karayi jati hai. Itna hi nahi CMAT, XAT, MAT ka exam dekar aap MBA me admission kafi aashani se pa sakte hain. Niche Entrance exam ki puri list share ki gyi hai.
- MAT
- CAT
- XAT
- TANCET
- SNAP
- CMAT
- IBSAT
- NMAT
- IIFT
- ATMA
- MICAT
- MAH-CET
- KMAT
- IRAM
Lekin bhaut saare callege me entrance exam ke bina bhi MBA me Admission liya jata hai aur jo candidate india se bahar kisi acha university se MBA karna chahte hain to ve bahar ki university se sampark karke Admission Schedule ke bare me achhe se jankari prapt kar sakte hain.
Iske alag alag courses ho sakte hain jiski list niche di gyi hai.
- MBA in Finance
- MBA in Human resources
- MBA in Operation management
- MBA in international business
- MBA in Marketing
- MBA in rural management
- MBA in Human resources
- MBA in international business
- MBA in Information Technology
- MBA in supply chain management
- MBA in agriculture business management
- MBA in Healthcare Management
MBA Karne ke Baad salary kitni hoti hai
Ab ham baat karte hain ki MBA karne ke baad hame salary kitni milti hai to aapko bata de ki isme aksar dekha gya hai ki suru me 1,20,000 se lekar hame 1,50,000 tak ke annual placement hi hota hai. lekin bata de ki isme aapko jankari hone ke baad 25 lakh annual payment tak grow dehkne ko milta hai. Aur aapko kisi bideshi company me job milne par iska package me aur bhi jyada grow hone lagta hai.
Jobs after MBA
Ab aap sabhi ko bata de ki MBA karne ke baad aap sochte honge ki mai kis fields me job kar sakunga. To MBA karne ke baad aapko bhaut saare job karne ke liye fields hai jiska nam niche me diya gya hai.
Finance | Sale |
Accounting | Human Resources |
Management | Marketing |
Banking: Agar koi candidate chahte hain ki kisi Bank me ache post par kam karen to iske liye MBA karke behatarin vikalp hota hai.
Marketing: Yaha par aap sabhi ko bata de ki Marketing me job karne ke liye bhaut sambhavna hoti hai. yadi aap me se kisi ko parbhabit karne ki chamta hai to ye aapke liye ek achha vikalp sabit hota hai.
Popular MBA Colleges in India
- भारतीय प्रबंधन संस्थान, अहमदाबाद
- भारतीय प्रबंधन संस्थान, बैंगलोर
- भारतीय प्रबंधन संस्थान, कलकत्ता
- भारतीय प्रबंधन संस्थान, लखनऊ
- भारतीय प्रबंधन संस्थान, इंदौर
- भारतीय प्रबंधन संस्थान, कोझीकोड
- एसपी जैन इंस्टीट्यूट ऑफ मैनेजमेंट एंड रिसर्च, मुंबई
- फैकल्टी ऑफ मैनेजमेंट स्टडीज, दिल्ली
- एक्सएलआरआई: जेवियर स्कूल ऑफ मैनेजमेंट, जमशेदपुर
- IMT: इंस्टीट्यूट ऑफ मैनेजमेंट टेक्नोलॉजी, गाजियाबाद