Hamein manjoor nhi k aapko galat kahe ae zamana, par AAP hamari firk na karo hamein aata hai gam chhupana ,
koi puchhe us dhokebaaz ka naam bas,haskar mera naam batana ,par aap hamari fikr na karo hamein aata hai bahane banana,
Dil me agar koi bojhsi lage, khulkar sab kuchh kahjana,par aap hamari fikr na karo hamein aata hai nazrey churana,
Jab bhi koi jashn ho bas khulkar khushi manana ,par aap hamari fikr na karo hamein ata hai dard bhulana,
Aap karlo beshaq badnaam hamein,pr khudpar ilzam na lagana, bas aap hamari fikr na karo hamein aata hai dil ko manana ,
Hun har Gam sahne ko razi mai bas,khudko kabhina rulana ,par aap hamari fikr na karo hamein aata hai chup rahjana,
Bas Itna Karna Meri Tarah fir Dil na kahi lagana ....par Aap Hamari fikr na karo hame aata hai Gam hasi me chhipana