Hi Friends, Hindi Hamari Rashtrabhasha Hai Aur Pure Bharat Me Hi Nahi Balki Kuchh Videshon Me Iska Prayog Kiya Jaata Hai.
Hindi Language Ke Baare Me Dher Saare Rochak Jankari (Interesting Facts)Se Bharpur Ye Post Aap Kafi Pasand Karenge.
To Aaiye Jaante Hain Hindi Language Ke Baare Me Kuchh Rochak Tathya
Interesting Facts About Hindi In Hindi
Hindi Facts 1. Prem Sagar, Jiska Artha Hai “Pyar Ka Sagar”, Lallu Laal Dwara 1805 Me Prakashit Is Pustak Me Bhagwan Krishna Ke Kaamon Ko Bataya Gaya Thai. Yah Hindi Me Sabse Pahle Prakashit Pustak Maani Jaati Hai.
प्रेम सागर , जिसका अर्थ है “प्यार का सागर “, लल्लू लाल द्वारा 1805 में प्रकाशित इस पुस्तक में भगवान कृष्ण के कामों को बताया गया था. यह हिन्दी में सबे पहली प्रकाशित पुस्तक माना जाती है.
Hindi Facts 2. Hindi Type Writer 1930 Ke Dashak Me Bazaar Me Aaya Thai.
हिन्दी टाइपराइटर 1930 के दशक में बाजार में आया था.
Hindi Facts 3. 14 September 1949 Ko Sambidhan Sabha Ne Ek Vote Se Yah Nirnay Liya Ki ‘Hindi’ Hi Bharat Ki Rashtrabhasha Hogi.
14 सितंबर 1949 को संविधान सभा ने एक वोट से यह निर्णय लिया कि ‘ हिंदी ’ ही भारत की राष्ट्रभाषा होगी. अब इसी दिन को हिंदी दिवस के रूप में मनाया जाता है.
Hindi Facts 4. Hindi Bhasha Me Koi Aisa Article Nahi Hai Jaise English Me ‘The’ Aur ‘A’ Hai.
हिंदी भाषा में कोई ऐसा Article नही है जैसे English में ‘The’ और ‘A’ है.
Hindi Facts 5. Hindi Ke Pahli Kavita Prakhyat Kavi ‘Amir Khusro’ Ne Likhi Thi.
हिंदी की पहली कविता प्रख्यात कवि ‘अमीर खुसरो’ ने लिखी थी.
Hindi Facts 6. 366,000,000 Logon Ke Liye Hindi ‘Matribhasha’ Hai Vahin Is Bhasha Ko Kul 487,000,000 Log Upyog Karte Hain.
366,000,000 लोगों के लिए हिंदी ‘मातृभाषा’ है वहीं इस भाषा को कुल 487,000,000 लोग उपयोग करते हैं.
Hindi Facts 7. Bharat Mein Sabse Adhik Bhashayen Boli Jaati Hain, Puri 461 Bhashayen Boli Jaati Hain, Par Inme Se 14 Vilupt Ho Gayi Hai.
भारत में सबसे अधिक भाषाएं बोली जाती हैं. यहां पूरी 461 भाषाएं बोली जाती है, पर इनमें से 14 विलुप्त हो गईं है.
Interesting Facts About Hindi In Hindi
Hindi Facts 8. Desh Me Har Paanch Me Se Ek Vayakti Internet Ko Hindi Me Chalana Pasand Karta Hai.
देश में हर पांच में से एक व्यक्ति Internet को हिंदी में चलाना पसंद करता है.