Yoga saskrit ke ek shabd “Yuj” se liya gaya hai. Yoga jivan jine ki ek kala hai. Yoga keval ek physical exercise nahi hai balki iska relation sidhe aapke man aur aatma se hai.Yoga ka ek hi uddheshy hai – ‘’Moksh’’.
Yoga shabd ke do meaning hote hai – ‘’Jod and dusra Samadhi’’. Yoga kahta hai ki jab tak aap apne se nahi judenge aap Samadhi tak nahi pahuch paoge.
Yoga insaan ke sharirik aur mansik vikas ka ek tarika hai. Yoga me spiritual yani daiviya shaktiyan hai. Yoga apni aatma se sammilan ka ek jariya hai.