shabd-logo

राष्ट्रीय शिक्षा नीति

24 नवम्बर 2021

16 बार देखा गया 16
Rashtriya Shiksha Niti
Rashtriya Shiksha Niti ko janne se phele ye aavashak hai ki shiksha kya hai isse jane liya jaye.
Shiksha ka arth hai nayi peddhi ko na keval shikshit kiya jaye balki unka pooran vikas kiya jaye. Unhe aadhunik shiksha ke sath sath humari atehasik shiksha ka bhi gyan diya jaye  jissey ki vidhyarthiyon ko samuhik vaad vivaad ka ufsir diya jaye taki unmey tarkik shakti ka vikas ho. Padhai ke sath sath khelney ka bhi pooran ufsir milna chahiye jo ki vidhyarthiyon ke sharirik vikas ke liye ati aavashyak hai. Padhane ka madhyam sahityik nahi uppitu bol-chal ki bhasha ka hona chahiye taki vidhyarthiyon ko samajhane mai koi perashani naa ho.
Jahan tak Rashtriya Shiksha Niti ka prashan hai iski utpatti 1986 mai hui aur 1992 mai ismey kayi parivartan aaye.
Varsh 2020 ka mukhya uddeshya hai iss niti ko sudran banana.Vidhyarthiyon ke liye naye marg banana aur naye rashtra ka nirman kerna.
Ab prashan ye uthta hai ye sab kaise sambhav hai tau hummai iska utter Tare Zamee per aur 3 idiots jaisi filmo se milta hai.
Jaise ki Tare Zamee per ek shikshak apne aise vidhyarthi ka sath deta hai jisse padne likhne mai taklif thi aur uska sath uske mata-pita bhi nahi de pate.
3 idiots mai ek vidhyarthi apne guru aur poore samaj ko ye shiksha de jata hai ki kabil bano kamyabi swayam apke pas aayegi.Jeevan mai ratney se kuch nahi hota ussey puran roop se samajhana padhta hai.
Vaisey tau Rashtriya Shiksha Niti bahut hi gahan vishay hai perantu maine iss vishay per suksham prakash dalne ka prayatna kiya hai.

Ruchika Sharma की अन्य किताबें

1

Meri mumma meri dost

7 नवम्बर 2021
1
1
0

Meri mumma meri dost

Vaise tau maa shabad ka aankalan

2

Meri maa

7 नवम्बर 2021
1
1
2

Meri Maa

Meri himmat meri maa,

M

3

Meri khushi meri mumma

7 नवम्बर 2021
0
0
0

Meri Khushi Meri Mumma

Jab bhi mai mum

4

Ganga si pawan meri maa

8 नवम्बर 2021
1
1
0

Ganga si pawan meri maa,

Phoolon ki khushboo si meri maa,

Koyal si me

5

Maa ki kokh

8 नवम्बर 2021
1
1
0

Ishwar ko bhi maa ki kokh se janam lena

padta hai isliye maa ka samman karo mat

6

Tu dar mat

8 नवम्बर 2021
1
1
0

Mushkilon se dar mat,

Zindagi toh himtehan leti hai,

Tu bekhauf chala chal,

7

Sarhad per lakiren

14 नवम्बर 2021
0
0
0

SARHAD PER LAkIREN

Aaj mein aapse apne desh ki vartman stithi ke vishay mein apne vic

8

राष्ट्रीय शिक्षा नीति

24 नवम्बर 2021
0
0
0

Rashtriya Shiksha Niti

Rashtriya Shiksha Niti ko janne se phele ye aavashak hai ki sh

9

माँ की गोद

24 नवम्बर 2021
1
1
1

माँ की गोद

माँ की गोद जैसे है बिझौना मेरा,

10

पन्ना धाय

25 नवम्बर 2021
1
1
0

पन्ना धाय

चितौड़गढ़ के इतिहास में जहां रानी पद्मि

11

Bhim Rao Ambedkar

25 नवम्बर 2021
1
0
0

Dr. Bhim Rao ki Sangharsh Gatha ka ek pal

Jab woh apne bhaiyo ke sath school jate the

12

प्यारी माँ

26 नवम्बर 2021
2
2
2

कांटों पर चल जाती है,

शूलों पर मुस्काती है,

दुखों को गले लगाती है,
<di

किताब पढ़िए

लेख पढ़िए