kaha talasu mai tumhe,
ki koi surat tumsi nahi.
na anko mae satrang h
na julfo me bijli,
na chehre me nur
na rang me vo surur,
vo asmani si palke,
vo muskuraht jo budo si jhalke,
kaha dhudhu mai tumhe,
ki koi surat tum si nahi..
kaha paugi tumhe ki
koi sirat tumsi nahi.
baris ki budo se
sb k lie ek jese ho tum.
asman pe badal se
meri bdi bdi anho me khubsurt pehra ho tum.
tej hava se
nidrad or sehra ho tum.
chamchamati bijli se
saf dil or yarana gehra ho tum.
kaha dhudhu mai tumhe
ki koi sirat tum si nahi..
kaha pau mai tumhe,
koi sirat tum si nahi..
nahi bilkul nahi...