shabd-logo
Shabd Book - Shabd.in

Maha shiivratri

Ritu Arora

0 अध्याय
0 व्यक्ति ने लाइब्रेरी में जोड़ा
0 पाठक
निःशुल्क

Mahashivratri parv Bharat ka bahut purana tyohar hai yah bholenath ke vivah aur is srishti utpati ke roop Mein manaya jata hai Bharat ki logon ka bolenath par atoot vishwas hai Bharat ke log hi Nahin Kai deshon ke log bhi bhagwan Shankar ki puja karte Hain aur parv faagun mas ki ki chodas ko manaya jata hai is din log sabhi pavitra nadiyon se a jal lekar aate Hain hain aur shiv bhagwan ki shivling pe chadate Hain log bahut hi acchi Se ine ki Seva karte Hain is din vrat rakha jata hai chahe purush Hoon chai nariyan Ho sabhi bholenath ki Pooja karte Hain is din bhagwan ki ratri Mein vishesh puja ki jaati Hai bhagwan bholenath ka vivah ko Sharda se manaya jata hai sabhi shehron mein Main bade bade juloos ke roop mein jhankiyan nikaali jaati Hain aur aur jhankia dekhne log bade hi chavse Bazar mein dekhne ke liye aate Hain aur bade hi shraddha bhav se sabhi jagah kahin jagah bhandari lagte Hain aur Prasad ke roop mein log apni shradha se fall fruit aur halwa Prasad ka Dan karte Hain bholenath ki Barat ko dekhkar log mantra mukgdh Ho jaate Hain chahe bacche Ho bure ho kya Jawan sabhi ko bholenath ki Barat dekar Bada Hi Anand aata Hai Bhara ki Nahin Bharat Se Bahar kahin deshon mein mahashivratri perv manaya jata h is din sabhi jyotirling per bhid dekhne ko milati Hai  

maha shiivratri

0.0(0)

पुस्तक के भाग

no articles);
अभी कोई भी लेख उपलब्ध नहीं है
---

किताब पढ़िए

लेख पढ़िए