shabd-logo
Shabd Book - Shabd.in

Tum Laut Jao Priye

Manjul Mayank Shukla

0 अध्याय
0 लोगों ने खरीदा
0 पाठक
14 फरवरी 2023 को पूर्ण की गई
ISBN : 9781648995606
ये पुस्तक यहां भी उपलब्ध है Amazon

Prastut kavya sangrah mein 21 kavitaon ka sanklan hai. kavitaon ke vishay mukhyata kavi ki komal samvendanaaon ki abhivyakti hai. jeevan ke sangharshon mein kuchh aise kshan aaye honge, jab kavi se likhe bina n raha gaya hoga. ye kavitaayen aise hi palon ki sakshi hain. kavitayen lay, kshand, aur tuk se swatantra hain jisse shavdon aur maatraon par pabandi ka sankat nahin hai. bhav unmukta gagan mein bahte hain aur pathak ke dil ko anayas hi komalta se chhu jaate hain. in kavitaon mein prem, prakriti, jeevan, darshan, sangharsh, dukh, antardwand, vidroh, bhookh, bebasi, gaon, ghar, majdoor sabhi apni aavajon ke saath samne aate hain. yatharth ki jamin par vicharon aur bhavnaaon ki vividhta ka indradhanush khilati hain ye kavitayen.   Read more 

Tum Laut Jao Priye

0.0(0)

पुस्तक की झलकियां

no articles);
अभी कोई भी लेख उपलब्ध नहीं है
---

किताब पढ़िए