Hi friends kya aap jaante hai ki aapka Adsense account danger (khatre) me hai, really yah koi April fool prank ya joke nhi hai, yah true hai bahut se bloggers ne apne Adsense account me Invalid Clicks or Fake Clicks Activity dekhi hai.
Friends aapne experienced kiya hoga ki aapki Estimated earnings, click ki comaprison (tulna) me kaafi kam hai. Specially kuch countries jaise ki United State, or other countries se aapke blog me clicks to aate hai lekin fir bhi aapki adsense earning kam rahti hai, actually aapne apne Adsense account me $0.01 – $0.04 CPC dekha hoga isse pata chalta hai ki jin countries ya other countries se aapke Adsense account me clicks aa rahe hai, actually we fake or invalid clicks hai.
Friends bahut se Bloggers and Webmasters ne isi invalid activity or other reason ke kaaran apna Adsense Account kho diya.
Like Zac johnson jinhone apna 10 year old Adsense account kho diya.
Yah kaise hua? Actually yah unki unawareness ke kaaran hua. To isliye aapko me salaah deta hu ki aap koi galti na kare or apne Adsense Account ko safe or secure rakhe. So friends aaiye Adsense Account Ko Invalid Click Se Kaise Bachaye. Or Adsense Account Ko Disable Hone Se Kaise Bachaye Jante hai.
AdSense Account Ko Disable Hone Se Kaise Bachaye ads invalid clicks kaise roke safe rakhe account ko safe rakhe ban hone se kaise bachaye Adsense Account Ko Invalid Clicks Se Kaise Bachaye. Killer Tips